voh to khud hi samajh jaate hain oonchai aasmano ki
Jindagi ki aasli udaan abhi baaki hai
Jindagi ke kai imptehann abhi baaki hai
Abhi to naapi hai mutthi bhar jamin humne
Abhi to pura aasman baaki hai..
HOKE MAAYUS NA YU SHAAM KI TARAH DHALTE RAHIYE
JINDGI EK BHOR HAI SURAJ KI TARAH NIKALTE RAHIYE
THEROGE EK PAAV PAR TO THAK JAOGE
DHEERE DHEERE HI SAHI MAGAR RAAH PAR CHALTE RAHIYE
KAUN KEHTA HAI KI ASMAAN KE TAARE NAHI TOOT SAKTE
ZARA PATTHAR TOH TABIYAT SE UCHALOO YAROON
mushkilen dil ke irade aajmati hain
swapn ke parde nigahon se hatati hain
hausla mat har too girkar musafir
kyunki thyokren insaan ko chalna sikhati hain.
Dukh-sukh ki dhoop-chaanv se aage nikal gaye
Hum qwaaishon ke gaanv se aage nikal gaye
Toofaan samajhta tha ke hum doob jaaenge
Aandhi mein hum hawaaon se aage nikal gaye
लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
नन्हीं चींटी जब दाना लेकर चलती है,
चढ़ती दीवारों पर, सौ बार फिसलती है.
मन का विश्वास रगों में साहस भरता है,
चढ़कर गिरना, गिरकर चढ़ना न अखरता है.
आख़िर उसकी मेहनत बेकार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
डुबकियां सिंधु में गोताखोर लगाता है,
जा जा कर खाली हाथ लौटकर आता है.
मिलते नहीं सहज ही मोती गहरे पानी में,
बढ़ता दुगना उत्साह इसी हैरानी में.
मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
असफलता एक चुनौती है, इसे स्वीकार करो,
क्या कमी रह गई, देखो और सुधार करो.
जब तक न सफल हो, नींद चैन को त्यागो तुम,
संघर्श का मैदान छोड़ कर मत भागो तुम.
कुछ किये बिना ही जय जय कार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती
Toofan ki kami nahi jeevan main
ladte huye safar karna hoga
jo milenge zakhm safar-e-raho main
unhe hi zindagi ka tazurba kehna hoga
lakh zakhm khane par bhi
har zakhm naya hoga
tazurba kitna hi kyun na ho
har safar naya hoga."
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi.
Parindon ko milegi manzil ek din,
ye faile hue unke par bolte hai.................
wohi log rehte hai khamosh aksar,
zamane mein jinke hunar bolte hai
gammo ki baraat hamare hi hisse aa gayi,
ashko ki barsaat hamare hi hisse aa gyi,
milli thi jab khushian dono ko to kyun dard ki saugaat hamare hi hisse aa gai
unhe to mil gya jahaan sara kyun ruthi hui
kaynaat hamare hi hisse aa gyi
mat pooch mare sabrr ke imteha kaha tak hai
tu sitam kar le tare takat jaha tak hai
wafa ke ummid jinhe hogi unhe hogi
hame to dekhna hai tu zalim kaha tak hai
tume chup rah k sitam aur bhi dhaaya mujh par,
tum se acchhe hain mere haal pe hansne waale
main toh ikhlaak k haatho he bika karta hu,
aur honge tere bajaar mein bikne waale
suraaj , chaand sitare mere saath me rahe,
jab tak tumahara haath mere haath me rahe,
saankho se toot ke gir jaye wo patte nai hai hum,
aandhiyon se keh do aukaat me rahe!!!!!!!!!!!!
kalam sacchi sayaahi chahta hai,
aadmi ek acchi zindagani chahta hai,
fakiri me uska janm hua hai,
phir bhi wo baadshahi chahta hai,
aur mere lab pe dua hai jiske liye ,
wohi meri tabahi chahta hai!!!!!
aankhon mein manzilein thi.........
gire aur sambhalte rahe..........
aandhiyon mein kya dum tha..........
chiraag hawa mein bhi jalte rahe.

No comments:
Post a Comment